Thursday, July 09, 2009

Kaminey Lyrics - Fatak

Music: Vishal Bharadwaj
Lyrics: Gulzar

[youtube=http://www.youtube.com/watch?v=i62RNviKLH0&hl=en_US&fs=1&]

ke bhavra bhavra aaaya re…
ke bhavra bhavra aaaya re…
fatak

ke bhavra bhavra aaaya re.. fatak
ke gun-gun karta aaye re.. fatak

ke bhavra bhavra aaya re
gun-gun karta aaya re
sun-sun karta galiyo se
ab tak koi na bhaaya re
fatak


sauda kare saheli ka
sar pe tel chameli ka
kaan mein ittar ka phaya re
fatak


ke bhavra bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak

ginti na karna iski yaaron mein
awara ghoome galiyaaron mein
ye chipku hamesha satayega
yeh jaayega, phir laut aayega
khoon ke maile katre mein
jaan ke saare khatar ke aaaya, ke aaaya
ke aaaya raat ka jaaya re
fatak


ke bhavra bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
fatak

jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai
raaton ka bichoo hai kaatega
ye zehrila hai zeher chaatega
darwazon mein kunde ko
dafaa karo ye gunde
ye shaitaan ka saaya re
fatak


ke bhavra bhavra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re

ye ishq nahi aasaan
aji AIDS ka khatra hai
patwaar pehan jaana
yeh aag ka dariya hai


ke naiya doobe na
re bhavra kaate na

No comments: